Friday, 14 October 2011

zindagi

zindagi

zindagi dikhnei mai hasin lamha thi. 
dekhnei mai alishan zindagi thi. 
is carvan humn chaltay rahay. 
or log kadam kadam per humain dekbtay rahay. 
her shaks jisnei meri zindagi dekhi thi. 
badhay josh k saath kahtay mainey suna tha. 
kia hasin is ladh k ki zindagi aish aor aram main
humn nei nazray jhukai aor chaldye zindagi k suffer per. 

us shaks aor tamam logo nei mera aish toh dekha
per kisi nei apni ankho sey meri tanhai dekhi
jab thay sab saath mujhay dekh rahay
tab tha mai akela is raah per chal raha. 
aish aor aram zindagi nahi 
hai zindagi merey dosto 
sab k saath hai yeh zindagi merey dosto. 

sab kahtay hai badhi shaan sey tumn bahot achay insaan
hui mai ager main eik bahot acha insaan
toh q nai rehta mera dost 
sab miltay hai humsay 
bhot mohbt aor aikhlaq sey
toh q koi nai smjhta apnay dil sey
kia mai bus eik kagaz ka tukdha hui
jab kaam hua toh likh dia gaya
aor phr usko phek dia gaya
ya mai eik akela insaan hui
jo aya bhi tha akela
zindagi bhar rahega akela
maut k baad chala jayega akela 
is akely zindagi aish kis kaam ki
jab koi na ho apki khushi. 
is akely zindagi main 
barsaat kis kaam ki
jab koi na ho us barsaat main. 
toh merey dosto smjh lo
mujhay tumn q u 
aor mat kehna kabhi 
kia hasin hai zindagi is insaan ki. 




a work of fahad khan/prince khan

No comments:

Post a Comment